Ajj kafi dino baad main apnay blog per eik naya topic shuru karnay ja raha hoon jo kay musht zani say honay walay nuqsanaat aur iski haqeeqat kay baray main hay. Musht Zani kay nuqsanaat koi naya topic nahi lekin is main mukhtalif Tibb ki alag alag raye hay...Kyunkay Noorclinic.com eik website hay jo musht zani kay baray main kehti hay kay kitni bhi karo , is say koi nuqsan nahi hota ,aur jawani main Jinsi Kamzori ka masla mehez eik nafsiati hay ,na kay physically aur jinsi masail ka ilaj sirf nafsiati hota hay ,na kay physically..Jub kay homeopathy aur Tib-e-Unani walay kehtay hain kay Mardana Kamzori ka masla physically hota hay aur ziada musht zani say paida hota hay..Jubkay Medical Science ka mutabiq bhi Musht Zani ka Health per koi asar nahi parhta...Doctors ki majority is baat per ittefaq karti hay ka Masturbation ka koi nuqsan nahi.Haan Ziada masturbation say kuch problems hosaktay hain medical kay mutabiq "Jesay back pain,,ankhon kay gird halky,,aur eriction may dheela pan aur premature ejaculation ka masla,aur chemical imbalance aur testronome level high hojana..Aur males ki majority hay jo "sarat e inzaal " ki shikayat karti hay ...Asal main Yeh website NOORCLINIC.COM nujawano ko gumrah kar rahi hay..Theek hay kay masturbation ka woh nuqsanaat nahi jo Farzi hain,,yani jo neem hakeem Masturbation karnay walay ko kehtay hain kay uski zindagi nakam hojati hay,,woh shadi ka kabil nahi rehta,,,woh eik chalti phirti zinda lash ki tarha hojata hay..Garz kay uski jawani barbaad aur khatam hojati hay,,Yeh sub eik Farzi nuqsanaat hain jo Neem Hakeem masturbation kay baray main logo ko batatay hain aur buhut hi heavy kushty jis main gold,copper,silver,iron wagera hotay hain woh nujawano ko detay hain jis say logo ki kidney fail hojati hay...Jari botian haqiqat main natural hoti hain magar iska matlab yeh nahi kay unka koi nuqsan nahi hoga..kyunkay agar hum eik fruit bhi ziada quantity main laingay tau uska nuqsan zaroor hoga...jari botio main tau wesay hi copper,leads,steroids ki miqdar kafi ziada hoti hain,,,kyunka unani ilm main jari botio per research nahi hoti kay is kay andar kia mojood hay,,bus woh symptoms dekh kar jari botio kay faiday dekh kar uska ilaj batatay hain...Wesay agar dekha jaye tau puranay zamanay kay aisay aisay hakeem mojood hain jin kay pass un bimario kay ilaj thay jis ka ilaj ajkal ki medical science karnay main nakam hay....Iski wajah sirf yehi hay kay woh natural herbs hoti hain..Magar Jesa kay Noorclinic.com walo nay mushtzani karnay kay jo faiday bataye hain us say zahir hota hay kay ismain yaqinan inka koi mafaad hoga ,takay log ziada say ziada masturbation karay aur inkay doctors kay pass ialj karwanay jaye...Noorclinic.com jo kehti hay kay Erectile Dysfunction ka masla jawani main 100 % nafsiati hota hay,,yeh bilkul ghalat hay,Kyunkay ajjkal London aur Dosri Europeon jesi countries main Herbs ka istemal shuru hogaya hay...Wesay Medical Science kay mutabiq Haftay main eik baar Masturbation health kay liye achi hay aur insan ko refrest karti hay...Aur yaqinan yeh hay bhi bilkul sahi magar yeh Islam kay khilaaf jata hay..Haqeeqat main musht zani ka Health per koi ziada asar nahi parhta yani week main 1 baar ki jaye tau koi masla nahi bakay rozana eik bar bi ki jaye tub bi koi masla nahi,lekin diet achi hoo..Lekin ab hum atay hain islam kay in ahkemaat ki taraf jo musht zani kay haram honay ki wajah hay aur yaqinan iska faisla app khud karain gay kay musht zani nay apko kitna nuqsan phochaya hay aur app Sarat e inzaal aur ehtelam ya juryaan kay maslay main phas jatay hain..
Ab masla yeh hay keh science keh rahi hay ,mani kay nikalnay ya na nikalnay say koi farq nahi parhta aur Masturbation haftay main eik dafa sehat kay liye achi hay..Jubkay islam main yeh haram hay ..Zahir hay faisla ap kay samnay hain ,,jo log masturbation ki adat main paray howay hotay hain akhir na akhir unko erictions ki kami ,,penis ki hardness aur sarat e inzaal wagera ka masla ho jata hay...Puranay daur kay hakeem wagera ya log sirf un cheezo per believe kartay thay jo samnay nazar ati thi ,,yani masturbation ,,jesay masturbation say honay walay maslay,,aur zahir hay jo cheez samnay nazar arahi hay yaqinan us kay nuqsan wazeh taur per clear hain..Sirf yeh website Noorclinic.com hay jo masturbation ko kisi bi lihaaz say nuqsaan deh karaar nahi deti ..App misal kay taur per eik cheez lain jesay dodh ,,agar rozana eik glass petay hain tau acha hay sehat kay liye magar isay rozana do litre peena shuru kardain tau yaqinan badhazmi hojaye gi...yeh mahawra bi apnay suna hoga "an apple a day keeps the doctor away" .rozana eik apple kahye tau acha hay health kay liye magar jub isay rozana 5,6 khana shuru kardain tau iskay buhut say negative asraat nazar ayen gay...Musht zani main bhi koi farq nahi ,,agarcha noorclinic.com walay kehtay hain kay jitni bi ki jaye nuqsan day nahi ,,aur semen ban nay kay liye body ko itni hi taqat ki zaroorat hoti hay jiti thook bananay main ...Jubkay thook bhi itna fuzool nahi hay ,,rozana bar bar thoknay say bhi achi khasi kamzori hojati hay...aur semen ban nay main tau wesay bhi 3 days lagtay hain...tau phir kesay hosakta hay keh semen aur thook ban nay main itni hi energy body say use hoti ho?? behar haal main apko mushzani say khoof zada nahi karna chahta aur yeh haqiqat bhi batana chahta hoon kay buhut hi kum log hain jo Masturbation say kamzoor howay ho " black circles around eye,,back pain,,hairfall" wagera aisa buhut say kum logo main nazar aya hay jo ziada Masturbation kartay ho...Lekin yeh bi haqiqat hay kay aisay bhi buhut kum log hain jo 14 ya 16 ki age say masturbation kartay aye ho aur unhay sarat e inzaal,,eriction weakness,penis ki kamzori,,excessive nightfall wagera kay problem na howe ho ..Jo log haftay main eik martaba Masturbation kartay aye ho ,,woh bilkul normal hotay hain aur unko in problems ka samna nahi hota..Ab meri in batoon say saaf clear horaha hay kay " Islam " main Mushtzani kyun haram hay...Zahir hay koi aisa insan nahi jo haftay main eik masturbation per guzara kar leta hoo..jo banda haftay main eik masturbation ka sochta hay woh haftay main 5 martaba tak masturbation karleta hay aur ahista ahista yeh habit khatam nahi hoti balkay rozana aur rozana say din main 3,4 martaba tak phoch jati hay...Haftay main eik martaba Mushtzani yaqinan kisi bhi nuqsan ka sabab nahi banti agar safe tareeqay say ki jaye..yani penis ko ziada roughly use na karain aur condom ka use karain takay hand say pochnay walay nuqsan say bacha jaye..
main chahon ga keh jo bhi yeh post read kar raha hoo nichay apni comment zaroor likhay keh usnay kitni dafa mushtzani ki aur us ko koi nuqsan phocha ya nahi aur woh log jo mushtzani kartay aye ho aur aram say apni shadi shuda life guzar rahay ho,woh khusoosan apni comments zaroor likhain...takay dosray logo ka khauf khatam hojaye jo shadi say gabratay hain..

No comments:
Post a Comment